SarvamSamwashi Ram
August 2020 ko Mandir Nirmaan ki Bhoomi Poojan ke sath ea din ithas me savarn akchoto sa darj ho gya. 500 salo ka kalugi vanvas ke bad Ramlala ki ghar vaapasi hui. Ea din pure samaj ka liya aanandit karna wala tha. Ram sarvsamwashi tha parantu 09 November 2019 ki taraikh me bad wo sarv dharm sambho ka pratik ke taur pe v ubbhar kar samne aaya h. Es me Muslim pakchakaro ka yogdaan h es nakra nhi ja skta parantu es bat sa maugh nhi moda ja skta ki Ram sabka h aur Sabme h. Ram ka pura jivan hi hum kuch na kuch sikhta h parantu unka sabko sath le ke chlna sabhi ko barbar saman dena unme sabse uppar rha h. Kaisa uuhano ne vanoro aur bahluo ka sara lanka vijay ki sabhi sadhu sabtno ka aashirvaad liya eha taki uhano ne sabri ka jutth bare v khaiye es yatra sa hum eha dikhta h ki wo jati prtha ko nhi mante tha parantu uska bar bar us rekha ko tod kar es bat ko wo pramanit v karte tha. Sadhu santo ka saman ea dikha tha h ki jaha wo savarn jatio ko sath lete tha wahi sabri ke jhute bare khan ea dikhta h ki wo soshit vanchit pideit aur dalito ko v sath lekar chhlte tha tha wo vanvasio ka v uthna hi aadar karte jitna ki aam jan ka karte. Ab hum v waisa hi uddhar esthapit karna h, aur Ram Mandir ka nirmaan sa badhiya samay es ka liya aur dusra nhi ho skta. Mandir nirmaan me sabki bhagidari ho es bat ko Shri Ram Janmabhoomi Teerth Shetra ko sunishchit karna chiyha. Aayog me ak dalit vaykati ko aasthan de ke eska liya pryas jarur kiya gya h parantu abhi aur prayas baki h. Mandir ka shilanyaas ak dalit Kameshwar Choupal ke dwra kiya gya ak sarest uddhar sabit ho skta h. Bhartiya Janta Party aur Yogi Adityanath na ak aacha pryas kiya ki prasad vitaran ki suruat ak dalit ke ghar sa ki, ea ak bahut hi sarahniya kadam h. Lakin es krya me na to sirf BJP ko api to pura samaj ko laggna chiyha. Mandir Nirmaan to sarv samwashi ka pratyek ban jjayega parantu hume esko Sarv dharm sambho ko v prateek banaane ka liya parytan karna chiyha. Jis prakaar sa muslim samaj ne es faisla ko khushi khushi aapnye thik waisa hi ab hume unka dharm aur bhavano ko saman dena chiyha. Mandir Nirmaan ka bhoomi poojan ka phale nimantran Iqbal Ansai ko dena es desa ak ak behtar pryas h.
Kuch asamjjkk tattv Supreme Court ke es faisla ko Hindi pakshi ki jeet ka taur pe pesh kar raha h jo galat h ea hume na kisi ka har na kisi ka jeet ki tarah dekhna chiyha. Kuch asamjik tattav khah rha h #Ayodhya hua ab #Mathura #Kashi ki bari h unse ea aagrah h ki wo ab dhramik unmadd failna ka kam na karye. Janta aab aage badh chuki h es ab Vikas aur Roojgar chiyha na ki dhamki unnmad ke nam pe khun ki holi. To ea ab hum par nirbhar karta h ki hum en logo ko kis prakaar sa jawaab dete h.
Aante me sirf ak bat kahunga Ram Sabak h aur Sabme h isliye unka saman karo aur bss bolo ki #Chiya#Var#RamChandra ki #Jai
#RamMandir #AthasikDin #SarbSamwseRam #SarvDhramSambhavikRam #RamChandra ki #Jai #JaiShreeRam #BJP #MandirNirman #ShreeRamJanambhomiTeerthChetra
All comments and suggestions are welcome
ReplyDeletenice bhai
ReplyDelete